Tuesday, March 20, 2012

Akhilesh VS Mayawati


One day Akhilesh Yadav was going in his car and he saw a woman cleaning the elephants in Noida Park.Akhilesh was surprised to see that that the woman was Mayawati.Akhilesh got down and approached her

Akhi to Maya:Pranam Maya jee,Aap kay kar rahi ho yahan...

Maya to Akhi: Beta yeh sab tumhara kia karaya hai.

Akhi to Maya: Maya jee kaise baat kar rahi hoo aap ,mainay too apna kaam kiya aur aap nay apna.

Maya to Akhi:Abhi tum bachay hoo Akhilesh mere seat lee kay acha nahi kiya,meraya hathi maaf nahi karaya gaa.

Akhi to Maya: koun see seat maya jee,Hathi pai behthene kee ki CM ki kursee ki

Maya to Akhi: Arey Mulayam kay putra,Tumharay papa toh pechli ba

ar har gayi ,Par patna nahi ise bar kay kiya,Gundoo nay jitwaya

Akhi to Maya: Maya membsaab had say bahar mat jawoo,mein ap ki izhat karto ho ise ka matlab yeh nahi ki ,kuch bi bolo do

Maya to Akhi: Joh duniya keha rahi hai wahi mein keha rahi hoon

Akhi to Maya: Memsaab abhi aap zameen pai aa gayi ho,agar zayada bolo toh Hathyioon ka saath saath aap ko bi exile pe bhej dunga.

Maya to Akhi: bhej dey ab kya reh gaya mera pass ,joh tha woh tum logo ne loot liya.

Akhilesh: Akhi got angry and called his father Mulayam....papa Maya

is abusing us like anything what to do...

Mulayam: Beta haath main uskay kator rakha dey aur 50 anna dal dey chup ho jaya gee.....

Akhi to Maya: Kartor lele Maya aur Bheek mang....yahi hai Tumhari aukaaat.



Maya starts abusing..............................

Akhilesh in Videshi styles says Bye Maya Memsaaab will rehabilitee you in future............................

Bechare Mayawati....feeling bad for her.........bad luck...